Bichrte waqt us ne kaha tha na sawal karna na jawab mile ga hume bhool jana qaara mile ga,,hum ne na sawal kiya na jawab mila our na hi bhool sake.
Apno ne zahar ka jam nam deya.giron ne bewafi ka nam deya.jo kehte the hume bhool na jana aj unh one bhool jane ka pagam deya.
Dil mangta rahta ha hisab our tarha k,takder me lekhe hain khwab our tarh k,hum log b dost shanasi main anari,dhusmn ne b ore hain niqab our thara k…….
Najane kyun hoti ha muhabat on logon c, Jo lekhe howe nhi muqadar main humare.
Kese kha don k muje chor dia hai us ne, Bat to sach hai magar bat hai ruswai k.
Mere aanso tere dil ko kahain taklef na dain, Waqat rukhsat b na dekha tuje mur k mene